1. Asaani se dil lagaaye jaate hai
Magar mushkil se waade nibhaaye jaate hai
Mohabbat le aati hai un raahon pe
Jahan diyon ke badle dil jalaaye jaate hai
Magar mushkil se waade nibhaaye jaate hai
Mohabbat le aati hai un raahon pe
Jahan diyon ke badle dil jalaaye jaate hai
2. Kitna ikhtiyar tha use apni chahat par,
Jab chaha yaad kiya,jab chaha bhula diya…..
Bahut achche se janta hai wo mujhe behlane k tareeke,
Jab chaha hasa diya,jab chaha rula diya…
Jab chaha yaad kiya,jab chaha bhula diya…..
Bahut achche se janta hai wo mujhe behlane k tareeke,
Jab chaha hasa diya,jab chaha rula diya…
3. Us Jaisa Moti Poore Samndar Mein Nhi Hai,
Wo Cheez Maang Rahi Hoon Jo Muqdar Mein Nhi Hai,
Kismat Ka Likha To MiL Jayega Mere Maula,
Wo Cheez Ada kar Jo Kismat Mein Nhi hai.
Wo Cheez Maang Rahi Hoon Jo Muqdar Mein Nhi Hai,
Kismat Ka Likha To MiL Jayega Mere Maula,
Wo Cheez Ada kar Jo Kismat Mein Nhi hai.
4. Jinda hai par Jine ka irada badal diya,
Waqt k Tufan ne har 1 Wada badal diya,
Chal sake kisi k sath is Qabil na rahe ab,
Thokro ne Hame itna zyada badal diya..
Waqt k Tufan ne har 1 Wada badal diya,
Chal sake kisi k sath is Qabil na rahe ab,
Thokro ne Hame itna zyada badal diya..
5. Kisi Sham Mujhe Tut K Bikhrte Dekho
Meri Rooh Me Zehar-E-Judai Ko Utarte Dkho
Kis-Kis Ada Se Tumhe Manga Hai Rabse
Aao KabHi Mujhe Sajde Me Sisakte dekho.
Meri Rooh Me Zehar-E-Judai Ko Utarte Dkho
Kis-Kis Ada Se Tumhe Manga Hai Rabse
Aao KabHi Mujhe Sajde Me Sisakte dekho.
6. Main To Apni Tanhaiyo Se Tang Aa Kar Mohabbat ki
Talaash Me Nikli Thi,
.
Par
.
Mujhe To Mohabbat Bhi Aisi Mili.
Jo aur Tanha Kar Gai….:(
Talaash Me Nikli Thi,
.
Par
.
Mujhe To Mohabbat Bhi Aisi Mili.
Jo aur Tanha Kar Gai….:(
7. Sari Raat Na Soye Hum
Raato Ko Uth Ke Kitna Roye Hum
Bas Ek Baar Mera Kasur Bata De Rabba
Itna Pyaar Karke Bhi Kyon Naa Kisi Ke Huye Hum?:-(
Raato Ko Uth Ke Kitna Roye Hum
Bas Ek Baar Mera Kasur Bata De Rabba
Itna Pyaar Karke Bhi Kyon Naa Kisi Ke Huye Hum?:-(
8. Kisi ki Bhi Zindagi waisi Nhi chalti jaise Sapne wo
dekhta Hai.
Fir bhi ye Sapne hi Zindagi ka Sara Safar tay karwa dete
Hain..
dekhta Hai.
Fir bhi ye Sapne hi Zindagi ka Sara Safar tay karwa dete
Hain..
9. Pal pal tute hain Khawab hmare,
ki ab ummido ki khwahish bhi nhi hoti,
Auro ki kahani sunkr hans lete hain yaro,
Apni kahaniyo me to muskrane ki gunjaaish bhi nhi
hoti…..
ki ab ummido ki khwahish bhi nhi hoti,
Auro ki kahani sunkr hans lete hain yaro,
Apni kahaniyo me to muskrane ki gunjaaish bhi nhi
hoti…..
10. Kuch waqt phle Muje bhi zindagi ne azmaya tha,
Kisi k sath Maine bhi hsta hua pal bitaya tha,
Rota hua chor gya to kya hua.
Hsna bhi to usi ne sikhaya tha.
Kisi k sath Maine bhi hsta hua pal bitaya tha,
Rota hua chor gya to kya hua.
Hsna bhi to usi ne sikhaya tha.
11. Mohabbat”ka teri ek yahi to sila”hai:
Tujhe”yad krke mera dil hi jala”hai:
Yaadon”ko teri bhala kaise bhula”du.?
Sab”kuch lutakr ek yahi to mila”hai….
Tujhe”yad krke mera dil hi jala”hai:
Yaadon”ko teri bhala kaise bhula”du.?
Sab”kuch lutakr ek yahi to mila”hai….
12. Khafa Bhi Rehte Hain,
Or Wafa Bhi Krte Hain,
Is Tarha Apne Pyar Ko Bayan Bhi Krte Hain,
Jane Kaisi Narazgi Hai Meri Unse,
Khona Bhi Chahte Hain,
Aur Pane Ki Dua Bhi Karte Hain.
Or Wafa Bhi Krte Hain,
Is Tarha Apne Pyar Ko Bayan Bhi Krte Hain,
Jane Kaisi Narazgi Hai Meri Unse,
Khona Bhi Chahte Hain,
Aur Pane Ki Dua Bhi Karte Hain.
13. Na jane aaj mere neeche jmeen kyu hai…
Agar wo hai yhi khi to uski kmi kyu hai…
Agar har bat me hai uski haa to abi nahi kyu hai…
Agar main hoon galat to wo sahi kyu hai…
Meri jagah nhi hai uske dil me to uski jagah abhi wahi
kyu hai…
Uska milan itna tadpayega to is jism me jaan abhi rhi
kyun hai…

14. Thokar khaate hain aur muskurate hain
Iss dil ko sabra karna sikhata hain
Hum to dard lekar b logon ko yaad karte h
Aur log dard dekar b bhool jate hain.
Iss dil ko sabra karna sikhata hain
Hum to dard lekar b logon ko yaad karte h
Aur log dard dekar b bhool jate hain.
15. Kismat aisi thi ki aaj hum akele rah gaye.
Judaai ke aansu aankhon se bah gaye.
Rote hue kaun chup karayega hume.
Jo chup karate the vahi rone ko kah gaye.
Judaai ke aansu aankhon se bah gaye.
Rote hue kaun chup karayega hume.
Jo chup karate the vahi rone ko kah gaye.
16. Aata nhi hame ikraar karna,
na jane kaise seekh gaye pyar karna,
Rukte na the do pal kisi k liye,
na jane kaise seekh gaye intejaar karna………
na jane kaise seekh gaye pyar karna,
Rukte na the do pal kisi k liye,
na jane kaise seekh gaye intejaar karna………
17. Sapna h ankho me mgr neend kahi or h,
Dil to hai jism me magar dhadkan kahi or hai!
Kaise bayan kare apna
HaaL-E-Dil,
Jee to rahe h magar zindgi kahi or hai.
Dil to hai jism me magar dhadkan kahi or hai!
Kaise bayan kare apna
HaaL-E-Dil,
Jee to rahe h magar zindgi kahi or hai.
18. Har Koi Kisi ki Majburi Nhi Smjhta,
Dilse Dil Ki Duri Nhi Smjhta,
Koi Kisi K Bin Mar-Mar K Jita H Or
Koi Kisiko Yaad Krna B Zaruri Nhi Samjhta.
Dilse Dil Ki Duri Nhi Smjhta,
Koi Kisi K Bin Mar-Mar K Jita H Or
Koi Kisiko Yaad Krna B Zaruri Nhi Samjhta.
19. Sab Log Rah Gujar Nahi Hote..
Sath Chalne Wale Bhi Hamsafar Nahi Hote..
Kitna Khauf Hota Hai Sham K Andhere Me..
Pucho Un prindo Se Jinke Ghar Nahi Hote.
Sath Chalne Wale Bhi Hamsafar Nahi Hote..
Kitna Khauf Hota Hai Sham K Andhere Me..
Pucho Un prindo Se Jinke Ghar Nahi Hote.
20. Hans kar gam ko bhulana kitna mushkil hai,
Hans kar gam ko bhulana kitna mushkil hai…….
Toot kar fir muskurana kitna mushkil hai.
Jab door tak chalo kisee ke saath to
Tanha loat kar aana kitna mushkil hai!
Hans kar gam ko bhulana kitna mushkil hai…….
Toot kar fir muskurana kitna mushkil hai.
Jab door tak chalo kisee ke saath to
Tanha loat kar aana kitna mushkil hai!
21. Na wo aa sake na hum kabhi ja sake,
na dard dil ka kisi ko suna sake,
bus khamosh baithe hain unki yaado mein,
na usne yaad kiya na hum use bhula sake.
na dard dil ka kisi ko suna sake,
bus khamosh baithe hain unki yaado mein,
na usne yaad kiya na hum use bhula sake.
22. Ek Dard Mujhe jine Nhi Deta,
Dil Sabar Kar jata Hai Mujhe Rone Nahi Deta,
Main Unki Hun Ye Raaz To Wo Jaan Gaye,
Par Wo Kiske Hain Ye Sawal Mujhe Sone Nhi Deta.
Dil Sabar Kar jata Hai Mujhe Rone Nahi Deta,
Main Unki Hun Ye Raaz To Wo Jaan Gaye,
Par Wo Kiske Hain Ye Sawal Mujhe Sone Nhi Deta.
No comments: